Friday 30 May 2014

Main , Meri Family aur Mera Gaon Update 14

Room me jane ke bad main ne wo kitab aakri bar dek li aur bag me rakh di.
Next dayAaj school ke aane ke bad muze to ghabrahat hone lagi ku ki muze wo kitab vapas rakhni hai aur uske bad muze neha bua ke ghar bi jana hai. Jo muze kabi bi pasand nahi karati. Par aaj bua ne khud muze bulaya hai. Main to ghabrahat ke mare khana bi tik se kha nahi saka.
Dopehar me main madam ke ghar chala gaya . Aaj madam ka mood kal ke mukabale tik tha.

Madam-Avi kya bat hai aaj thode upset lag rahe ho.Avi-nahi madam wo kya hai ki kal nid tik se aai nahi.Madam-ruko , main tume garam garam coffee pilati huAvi-tik haimadam ke under jate hi main ne madam ki kitab bag se nikal kar bed ke niche jaha muze mili ti vahi rakh di.Madam-ye lo coffee , aur batav kya chal raha haiAvi-kuch khas nahi
Madam-tumare age ke hisab se tum 10 class ke student nahi lagteAvi-wo kya hai ki mere mata pita ke death ke vajase muze 1 hi class me dubara baitana pada. nahi to aaj main 11th class me hota.
Avi-madam main chal tha hu kal pir aaunga.Madam-itne jaldi
Avi-kuch kam hai isi liye jaldi jana haiMadam-kya kam haiAvi-wo bua ke ghar jana haiMadam-tik hai , kal pir aanaAvi-bye
Avi-(bahar aakar ) acha hu kitab rakh di. chalo abi bua ke ghar chala jata hu.
Bua ke ghar ka gate khat katta . Todi der bad komal ne gate khola. muze dek kar under chali gayi.Main under jakar sofe pe baita gaya.
Komal aur main ek hi class me padate hai . Meri 1 sal ke gap ki vajase main aur komal 10th class me ek hi class me padate hai. Komal ki choti bahen kavita 9 th class me hai. Neeta bua ki beti leena bi 9 th class me kavita ke sat padati hai. Leena ka bhai rajesh bi kavita aur leena ki tara 9th class me hai par wo navodaya school me padta hai aur vahi rahata hai.Pooja bua ki badi beti sweta 1st year B .Sc . Aur choti beti sital 12 class Me sahar me rahakar padai kar rahi . Dono sweta aur sital unke bua(sweta ke pita ki bahen) ke ghar me rahati hai. Pooja bua ka beta raj 7 th class me hai. gaon me rah kar hi padai kar raha hai.

No comments:

Post a Comment